Listen & view Lata Mangeshkar & Manna Dey - Aaja Sanam Madhur Chandni Men lyrics & tabs

Track : Aaja Sanam Madhur Chandni Men

Artist : Lata Mangeshkar & Manna Dey

Album : Unknown

Aaja Sanam Madhur Chandni Men by Lata Mangeshkar & Manna Dey from album Unknown

Duration : 4 minutes & 25 seconds.

Listener : 57 peoples.

Played : 322 times and counting.

Jahan main jaati hoon wahin chale aate ho
Chori chori mere dil mein samaate ho
Yeh to batao ki tum mere kaun ho
Jahan main jaati hoon wahin chale aate ho
Chori chori mere dil mein samaate ho
Yeh to batao ke tum mere kaun ho
Dil se dil ki lagan ki yeh baat hai
Pyaar ki raah jatan ki yeh baat hai
Mujhse na poochho ki tum mere kaun ho
O main to shor machaoongi, shor machaoongi
O main to shor machaoongi, shor machaoongi
Karni tumhari sab ko bataoongi
Karni tumhari sab ko bataoongi
Khair jo chaho chale jaao mere dar se
Chhodo yeh aana jana dil ki dagar se
Yeh to batao ke tum mere kaun ho
O maine kya bura kiya hai, kya bura kiya hai
O maine kya bura kiya hai, kya bura kiya hai
Dil de kar hi dil le liya hai
Dil de kar hi dil le liya hai
Kisi bade gyaani-dhyaani ko bulaao
Abhi-abhi yahaan faisla karaao
Mujhse na poochho ki tum mere kaun ho
O dil hi jab huye deewane, jab huye deewane
O dil hi jab huye deewane, jab huye deewane
Kehna hamara ab kaun maane
Kehna hamara ab kaun maane
Jahan main jaati hoon wahin chale aate ho
Chori chori mere dil mein samaate ho
Yeh to batao ki tum mere kaun ho
Mujhse na poochho ki tum mere kaun ho
Yeh to batao ki tum mere kaun ho.

You may also like

Loading Time :0.18337082862854mem :1310720