Listen & view Chandan Dass - Teri Bewafai Ka Shukriya lyrics & tabs

Track : Teri Bewafai Ka Shukriya

Artist : Chandan Dass

Album : Inayat

Teri Bewafai Ka Shukriya by Chandan Dass from album Inayat

Duration : 5 minutes & 52 seconds.

Listener : 5 peoples.

Played : 7 times and counting.

Teri bewafai ka sukriya mujhe tune jina sikha diya Tere gam me chain sa mil gaya tere dard ne wo maja diya Teri bewafai ka sukriya mujhe tune jina sikha diya Ye bahaar kaisi bahaar hai na chain hai na karar hai Ye bahaar kaisi bahaar hai na chain hai na karar hai Ye chaman me kaisi hawa chali ki charag dil ka bujha diya Ye chaman me kaisi hawa chali ki charag dil ka bujha diya tere gam me chain sa mil gaya tere dard ne wo maja diya Teri bewafai ka sukriya mujhe tune jina sikha diya Na khushi rahi na wo gam raha na wo tu rha na wo dil rha Na khushi rahi na wo gam raha na wo tu rha na wo dil rha Tune kya ye mujh pe sitam kiya tune khub dil ka sila diya Tune kya ye mujh pe sitam kiya tune khub dil ka sila diya Tere gam me chain sa mil gaya tere dard ne wo maja diya Teri bewafai ka sukriya mujhe tune jina sikha diya... Wo mile to kehna ae shaba ke tumhare gam me udas tha. Wo mile to kehna ae shaba ke tumhare gam me udas tha Wo tujhe na dil se bhula saka jise tune dil se bhula diya Wo tujhe na dil se bhula saka jise tune dil se bhula diya. Tere gam me chain sa mil gaya tere dard ne wo maja diya Teri bewafai ka sukriya mujhe tune jina sikha diya... By @)

You may also like

Loading Time :0.3998589515686mem :1572864